Zakham ki baat nahi hain,
Na jane dard kyu hota hain,
Dhokhe ki baat nahi hain,
Na jane vishwas kyu hota hai
Jante hai bewafai hi milegi,
Na jane fir bhi pyar kyu hota h
Surat humari dekh li unhone
Par dil humara dekh na sake
Khushi humari dekh li unhone
Lekin dukh humare dekh na sake
Pyaar hum se kar liya unhone,
Aur fikar humari kar na sake
Hansi humari dekh li unhone
Par aansu humare dekh na sake
Bewafa hume kehne lage woh
Lekin chahat hamari dekh na sake
Khawab samjhkar bhul gaye hume
Aur mohobbat humari dekh na sake
Chalo ghar ghar batein khushi
Na rahe aaj koi haath khaali
Deep jale aur dil se dil mile
Mann mann ko mile khushaali
Aaj Daftar band hai, chalo sab se milne
Kuch thikha-kuch mitha ek chai ki pyali
Bachpan sa lage ye din jab ho sath sare
Bethe tu jis daali mai bhi bethu us daali
Wish you a Happy Diwali
Kaha karti thi mujh se ki koi dua hu main,
Par aaj wohi kah gayi mujse bewafa hu main,
Kabi ek lamha tak jee nai pati thi mere bagair,
Aur aaj kahti hai mujko ki ek saza hu main,
Yahi dastoor hai aur aisa hi hota aaya hai,
Lagi mashuq ki mehndi aur aashiq rota aaya h,
Magar riwaz bhi ye ulta kar dikhaya maine,
Bina chahat ke hi kisi ki maang bhar di maine,
Kiya hai jo bhi espe khud se hi khafa hu main,
Par aaj wohi kah gayi mujse bewafa hu main