Patther ki tarah dil ko tarasha hai bar bar
Ek taj mahal humne banaya hai bar bar
Hum to wafa ki rah pe tanha hi rah gaye
Par rahgujar pe tumko talasha hai bar bar
Aaye hai usi mode pe, jaha apna nahi koi
Es sahar ne dewane ko thukraya h bar bar
Mana k tere husn ke kabil nahi hu main
Par ishq tere dar pe mjhe laya h bar bar